Rajpal Yadav Jail Case: Mika Singh aur Salman Khan ne badhaya madad ka haath, Bollywood aya saath!
Actor Rajpal Yadav filhaal 9 crore ke debt case mein Tihar jail mein hain. Unki madad ke liye singer Mika Singh ne ₹11 lakh ka yogdaan diya hai aur Salman Khan-Ajay Devgn jaise bade sitare bhi unke parivaar ki madad kar rahe hain.

