Rajpal Yadav Jail Case: Mika Singh aur Salman Khan ne badhaya madad ka haath, Bollywood aya saath!
Actor Rajpal Yadav filhaal 9 crore ke debt case mein Tihar jail mein hain. Unki madad ke liye singer Mika Singh ne ₹11 lakh ka yogdaan diya hai aur Salman Khan-Ajay Devgn jaise bade sitare bhi unke parivaar ki madad kar rahe hain.
Bollywood ke mashhoor comedian Rajpal Yadav mushkil waqt se guzar rahe hain, lekin unke doston ne unka saath nahi chhoda! Mika Singh se lekar Salman Khan tak, jaaniye kaise poora Bollywood Rajpal Yadav ki madad ke liye ek saath khada ho gaya hai. Kya hai 9 crore ka poora mamla? Padhiye poori report.”